Ambersariya Meaning - Fukrey (2013) Song

What does Ambersariya mean ?
This question is a new buzz after a sweet and lovely song of movie Fukrey and no proper answer I received while searching over the net and finally I got to know its real meaning.

Ambersariya refers to a Young Punjabi boy basically of Amritsar (that i got to know from a person from Amritsar).

This song is really sweet and awesome which has ruled many hearts already. This song has been sung by Sona Mohapatra. Here are the lyrics of this song by Mona in movie Fukrey...



Ambersariya Lyrics

Gali mein maare phere
Paas aane ko mere
Gali mein maare phere
Paas aane ko mere
Kabhi parakhta nain mere
To kabhi parakhta tol
Kabhi parakhta nain mere
To kabhi parakhta tol

Ambersariya mundya ve
Kachchiyaan kaliyaan na tod
Ambersariya mundya ve
Kachchiyaan kaliyaan na tod
Teri maa ne bole hain
Mujhe teekhe se bol
Teri maa ne bole hain
Mujhe teekhe se bol
Ambarsariya…
Ho ambarsariya…

Main kaliyon ke jaisi
Meri alhad umar niyaadi
Chhoti si yeh jaan meri
Aur joban behta paani
Arre main kaliyon ke jaisi
Meri alhad umar niyaadi
Chhoti si yeh jaan meri
Aur joban behta paani

Jab se chadhi jawaani
Dhoondhti dil da haani
Jab se chadhi jawaani
Dhoondhti dil da haani
Main anjani koye paani
Le na jaave rod..

Ambersariya mundya ve
Kachchiyaan kaliyaan na tod
Ambersariya mundya ve
Kachchiyaan kaliyaan na tod
Teri maa ne bole hain
Mujhe teekhe se bol
Teri maa ne bole hain
Mujhe teekhe se bol
Ambarsariya…
Ambarsariya…

Ho.. gori gori meri kalai..
Haaye…
Ho.. gori gori meri kalai
Chudiyaan kaali kaali
Main sharmaati roz lagaati
Kaajal surma laali

Nahi main surma paada
Dhoop na main chamkaana
Nahi main surma paada
Dhoop na main chamkaana
Nain nasheele hon agar to
Surmaiti ki lod

Ambersariya mundya ve
Kachchiyaan kaliyaan na tod
Ambersariya mundya ve
Kachchiyaan kaliyaan na tod
Teri maa ne bole hain
Mujhe teekhe se bol
Teri maa ne bole hain
Mujhe teekhe se bol
Ambarsariya…
Ho ambarsariya..

3 comments:

  1. Can you please provide the English translation of the lyrics.

    ReplyDelete
  2. Gali Mein Maare Phere
    He wanders up and down the alley
    Paas Aane Ko Mere
    Trying to come closer
    Gali Mein Maare Phere
    Paas Aane Ko Mere

    Kabhi Parakhta Nain Mere Tu
    Sometimes you look at my eyes
    Kabhi Parakhta Tor
    Sometimes you look at the way I walk
    Kabhi Parakhta Nain Mere Tu
    Kabhi Parakhta Tor

    Ambarsariya Mundave Kachiya
    Kaliyaan Na Tod
    Ambersariya(boy from city of Amristar), don't pick flowers yet to bloosom
    Teri Maan Ne Bole Hain Mujhe
    Teekhe Se Bol,Ambarsariya..
    Your mum's spoken harshly of us, Ambarsariya
    Ho Ambarsariya..

    Main Kaliyon Ke Jaisi
    Just like those flowers yet to blossom
    Meri Alhad Umar Niyadi
    I am still young
    Chhoti Si Yeh Jaan Meri
    Aur Joban Behta Paani
    My life's small,but the waters of adulthood show themselves

    Jab Se Chadhi Jawaani
    Ever since I became more mature,
    Dhoondhti Dil Da Haani
    I've been searching for the man who would die for me
    Main Anjani Ko Ye Pani
    I cannot swim
    Le Na Jaave Rod
    Don't let this water sweep me away

    Ambarsariya Mundave Kachiya
    Kaliyaan Na Tod
    Teri Maan Ne Bole Hain Mujhe
    Teekhe Se Bol
    Ambarsariya..
    Ambarsariya..

    Ho..O..Gori Gori Meri Kalai
    Haaye..Ho Gori Gori Meri Kalai
    On my fair-skinned wrist,
    Choodiyaan Kaali Kaali
    I wear these black bangles
    Main Sharmati Roz Lagati
    Kaajal Surma Laali
    Shamefully, in front of the mirror, I shyly put surma(ceremonial dye) in my eyes

    Nahin Main Surma Paada
    No, I won't wear this surma
    Dhoop Na Main Chamkaana
    No, I won't shine my face
    Nain Nasheele Ho Agar Toh
    Surmaiti Ki Lod
    When my eyes are already, intoxicating, what's the need for surma?

    Ambarsariya Mundave Kachiya
    Kaliyaan Na Tod
    Ambarsariya, don't pick flowers yet to blossom
    Teri Maan Ne Bole Hain Mujhe
    Teekhe Se Bol
    Your mum's spoke harshly of us
    Ambersariya!
    Ambarsariya..
    Ho Ambarsariya..

    ReplyDelete